bihar board grace marks 2019 matric inter

bihar board grace marks 2019 matric inter

Bihar board grace marks 2019 matric inter ke chatro ke liye khushkhabri hai. intermediate result se pahle bihar board ne jaruratmand pariksharthi ko gresh ank dene ki niyamawali tai kar sakti hai. aapko Bata de is baar jo 2018 ki board pariksha hua that usme mein adhiktam 10 fisadi tak garace ank diye gaye hain.

bhasha vishay me fail ho jaane par kya ho sakta hai--

Wohi bhasha vishay ki baat kare to yadi koi chatra bhasha vishay mein fail ho jate hain to is vishay mein chhatron ko koi grace ank nahin milega. 
Board ki aur se jari nyi niyamawali ke anusar koi chatra yadi kisi ek vishay mein fail ho gaya to chatra ko pass karane ke liye adhiktam 10 fisedi tk grace ank dega yadi koi chatra 2 vishay mein fail ho jate hain to unhe 5 fisadi tak grace ank diya jata hai. 

aapko Bata de bihar board varsh 2019 mein 12 fishadi se 14 fishshadi tak adhiktam grace ank de sakta ha.
varsh 2018 mein 10 fisadi tak grace ank diye gaye the 
wahai varsh 2017 mein 8 fisadi tak garace ank diiye gaye the. 
2 vishay mein char char fishadi tak grace ank diye gaye hain. 

Bihar board ne matric ki chhatron ko grace marks diya jayega ya nahin diya jayega isko lekar abhi tak koi bhi adhikarik roop se ghoshna nahin ho pai hai. aap ko bata de ke varsh 2018 mein matric pariksha ke abhyarthiyo ko grace ank nahin diya gaya tha lekin varsh 2017 mein matric pariksha akhiyon ko grace aankhen mila tha. 
Wahi copy janch hone ke baad ya spasht ho payega ki bihar board matric evam inter ki abhiyarthiyo ko kitna ank de sakte hain bihar board.

No comments:

Post a Comment